Bin maangay...

Bin maangay hi mil gaya sub kuch humein

Wo nahi mila jisay maanga bohat tha

Apnay aap mein hi muhabbat karty rahay
Wo janta na tha jisay chaha bohat tha

Baat baat pay yaad Aata raha wo
Jisay bhulney ka irada bohat tha

Mera na sahi mere samnay tu rehta
Mere liye to shayed itna hi bohat tha..!