Be-chara Husband

Husband: Aj kya pakana hai.

Wife: Jo ap kahein.
Husband: Acha chawal bana lo.
Wife: Abhi kal to pakaye thay kuch or...
Husband: Acha sabzi bana lo.
Wife: Uffo! bachay nahi khatay.
Husband: Acha keema bana lo.
Wife: Mujhay allergy hai.
Husband: Acha prathay bana lo.
Wife: Rat ko prathay kon khata hai.
Husband: Phir kya pkana hai.
Wife: Jo ap kahein. :-*