"BECHARA MARD"


Agar Orat par hath uthaye to zalim
or pit jaye to buzdil

Orat ke agay chalay to Firon
Pechay chalay to joru ka guhlam

Orat ko kisi ke sath dekh ke laray to jealous or chup rahe to beghairat
Ghar se bahar rahay to Awara or Ghar me rahe to nakara

Bachon ko dantay to Jaabir Na dantay to La parwah
Orat ko job se rokay to Shaki mizaj

Na rokay to Orat ki kamai khane wala
Akhir
Ye Bechara jaye kahan?:((