*GHAZAL*
Doori ka ab ik pal bi gawara nahi hota
Pyar ik bar hi hota hai dobara nahi hota
Sadiyon ki musafat ho to milta hai hum-safar
Pal bhar mil kar hamara to nahi hota
Main jo baat karta hoon to wo rehta hai khamosh Sahil
Tasveer se ab us ki guzara nahi hota