1 Darya k kinare 2 Sardar chammach se darya me Dahi daal rahe thay..
Pathan ne dekha to poocha: Ye kya kar rahe ho?
Sardar: Hum Lassi bana rahe hain.
Pathan: Ha Ha Ha... O pagal ka bacha! Log isi liye tum par Lateefa banate hain...
Itna Lassi tumhara Baap piye ga. =))