Urdu Adab Ki Inteha


Lukhnow mai 2 bachay lar rahay thay.
1st: Dekhiye agar aap hamari baat nahi maanain gai to hum aap k walid-e-mohtaram ki shaan main ghustakhana kalmaat arz karain gay.

2nd: To hazoor phir hum bhi aap k rukhsar-e-mubarak pay aisa tamancha raseed karain gay k aap ka rukhsar gulab ki manind khil uthay ga.