Biwi ne shohar ko phone kiya: Kahan hain aap?
Shohar: Tumhain wo jewellery shop yaad hai jahan tumhain ek diamond ka set pasand aya tha?
Biwi (khush hote huye): haan haan mujhe yaad hai !!
Shohar: Mai us ke saath wali shop mein baal katwa raha hun. :p